Saath bhi hai tu Khwaab bhi hai tu Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun Saath bhi hai tu Khwaab bhi hai tu Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun Haatho mai haath bhi hai Khwaab bhi hai Sapne hai Raaton ko taaro mai bhi Bhar rahe ham Khwahishein hai Ab na hai thak rahe ham Aakho mai hi doobte hai Seher ka na pata hai Waqt bhi ab bhoolte hai Subha se baatein raat ka na intezaar hamko Lag raha dar fir bhi pyaar ki talash ab toh Ab yeh kesi yaadien na mile hai phir saath mai Yeh teri kesi aakhe dhur se bhi sab bata hi de Mai toh keh raha yeh nazre bhi mashhoor ab hai Rooz puchta mai jan ni masroofiyat hai Khwaab toh hai dekhne abhi se chalu kare Kya pata hai Ham Asliyat se hai kitna paray Toh ab mai gaane likh raha houn tere baare mai Noor pe toh theek the tabbassum pe ham jaa mare Sitaro ko batane lagu sab kuch tere baare mai Toh voh sharmane lage tim tamana chalu kare Saath Saath bhi hai tu Khwaab bhi hai tu Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun Saath bhi hai tu Khwaab bhi hai tu Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun Shaam bhi Sharma rahi hai muskurahat se hi teri Waqt kam sapne jyada na hojaye kahi deri Tujhko dekh ke mai khush rehna seekhta houn Ab na yeh baatein jisme dard may mai cheekhta houn Sab puche tere baare mai Toh aakhe neechi karke Tujhko soochke mai haske Unko kuch hazar baatein bolta houn Tujhse milne ko betaab bhi hai Dhooriyo ki ab baat nahi hai Ab joh hoga dil dekh lega Pyaar karke dhur rehna seekh lena kyuki Voh aakhe teri Voh noor tera Yeh khushi meri Kasoor tera Ab na mujhko dar bhi hai lagta kyu Saath bhi hai tu Khwaab bhi hai tu Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun Saath bhi hai tu Khwaab bhi hai tu Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun