Na hai jaan na ki aage hone wala kya Hone wala kya hone wala kya Na hi dekhni bachi meri yeh zindagi Meri zindagi meri zindagi Zaruratein ab meri hogayi hai puri hi Puri hi puri hi Lage na mujhe ab yeh saasein bhi zaruri si Zaruri si zaruri si Maine seh liya voh saara dard na Ab mujhe na hai jaan na ki aage kya rakha Chahe voh khushi ho chahe ho bandagi Meri Ichha saari rakh mai badal gayi Joh maine maangi thi voh meri thi hasi Ab voh khwaab ko bhi hogayi hai der na Ab mai houn mera bhi aur mai houn mera ni Toh fir ham jeete jee hi marte na Ab toh yeh dard ko bhi hogayi hai der hi Voh rehke mere saath hi toh kaat ti hai zindagi Ab toh yeh aakhe bhi na hoti kabhi khush hai Toh dekhu kya in aakho se jab dikhe mujhe dukh hi Ab kya hi rakha aage jeene ke liye Jab saare sapno mai hi bhar gayi yeh yaadein hai Ab kya hi bacha in shaamon mai Hai kaat di voh shaamein bhi toh likh ke yeh gaane hai Ab mai houn khush yaha Iss dard se Mai pura jee liya Hasi dhundh ke Ab Na hi chahat hai Na hi zaruratein Ab Na yeh aasu bhi Hai mujhe chedte Na mujhe dekhna Aage kya rakha Ab yeh sukoon bhi Hai mujhe mil gaya Ab na hai jaan na ki aage hone wala kya Na hi dekhni bachi meri yeh (zindagi) Na hai jaan na ki aage hone wala kya Hone wala kya hone wala kya Na hi dekhni bachi meri yeh zindagi Meri zindagi meri zindagi Zaruratein ab meri hogayi hai puri hi Puri hi puri hi Lage na mujhe ab yeh saasein bhi zaruri si Zaruri si zaruri si Na hai jaan na ki aage hone wala kya Hone wala kya hone wala kya Na hi dekhni bachi meri yeh zindagi Meri zindagi meri zindagi Zaruratein ab meri hogayi hai puri hi Puri hi puri hi Lage na mujhe ab yeh saasein bhi zaruri si Zaruri si zaruri si