Kyu na mai dekh lu aakhe hi teri jab jhoot hi dikhta har jagah Kesi yeh raatein hai kati ti hi na aur ka dukh bhi hamko hai na pata Voh aata hi rehta hai mere pass Voh tode mujhe ab har hi raat Ab yaadon mai dikhti hai khushiya Aur aakho se dikhti hai dhuriya Tu kitna hi dhur ab mujhse hai Adhera sa houn aur tu noor hai Jab akhir mai hona hai saath hi Toh har din kyu ladte ham rehte hai Khwaab bhi tere hi mere hai Voh vaade bhi tere liye hi hai Yeh saasein bhi tu hi toh roke ab Har din ham aur hi tere hai Khwaab bhi tere hi mere hai Voh vaade bhi tere liye hi hai Yeh saasein bhi tu hi toh roke ab Har din ham aur hi tere hai Aur hi tere hai Aur hi tere hai Kuch pal ki yeh saasein bachi Fir bhi ham tere hai Kuch pal hi yeh raatein bachi Fir bhi ham tere hai Bas tere hai tere hai Keh diya keh diya Kya maine ab tujhe hai paa liya? Reh liya reh liya Dhur bhi tujhse mai reh liya Fir ajana fir ajana Har din bas waqt hi dekhta Tu dhur ho tu dhur ho Toh lagta voh dheere hi chal raha Ab jitne bhi din mai bitau tere sang lage mujhe kam kyu tu hi toh bata Yeh sazish ghadi ki voh chalti hai dheere Jab bhi mai houn tujhse ab dhur hi na Tu sunle kalam ki yeh baatein pata chale tujhe tu kitni mashhoor yaha Tu kitni mashoor yaha Khwaab bhi tere hi mere hai Voh vaade bhi tere liye hi hai Yeh saasein bhi tu hi toh roke ab Har din ham aur hi tere hai Khwaab bhi tere hi mere hai Voh vaade bhi tere liye hi hai Yeh saasein bhi tu hi toh roke ab Har din ham aur hi tere hai Tere hai tere hai Tere hai tere hai