Dheere se padhna tum baatein meri kahi khoye na mannatein Siyahi bhi jyada na ruke kahi kese likhe ham gaane yeh Na saasien ho bina kitabo ke isse hi kehte ham ishq hai Gustakhi dil maaf kar aane ke vaade voh karti hai kabhi najaane ke Usse khafa houn mai Houn ab naraz mai Kya hua voh mujhse bhi puche toh ranjish chupau daraz mai Kyu hui mohobatt bhi usse najanu voh sunti bhi na mere gaane hai Kya likhu un ankho pe jinko na dikhti hai shabdo ki zeenat yeh Kabhi na karna bharosa tum Tod rahi hai voh mera dam Aakhe bhi na hoti ab hai nam Khudko hi dhudh rahe hai ham Guroor kis baat ka na pata Tu noor ke jaisi par lapata Aakho se dikhti hai dhuriya Aur baaton se dikhti majbooriya Palko ke peeche se jhankta aasu na behne ki khwahish hai rakhta voh Tu dekh na aakho se meri tu kitni mashoor tujhe bhi na pata ho Tu padhna kitabe bhi meri tujhe dikhe shabd bhi kitne mehfoos ho Ahista panne palatna tum nazuk hai shabd zameer pe Khudko tu dekh falak se qadr kaha hai teri zameen pe Man bhi ab hota hai khush ki voh hogayi hi ab meri hai Gustakhi dil maaf kar kabhi voh khudko bhi mujhse ab cheen le Oh dil mere tu maaf kar ghustakiya Yeh galtiya Nadaaniyo se fas Gaya mai Mujhe laga jazbaat ka yeh khel hi Ab ishq na Tha kya pata fareb tha Oh dil mere tu maaf kar ghustakiya Yeh galtiya Nadaaniyo se fas Gaya mai Mujhe laga jazbaat ka yeh khel hi Ab ishq na Tha kya pata fareb tha Dheere se padhna tum baatein meri kahi khoye na mannatein Siyahi bhi jyada na ruke kahi kese likhe ham gaane yeh Na saasien ho bina kitabo ke isse hi kehte ham ishq hai Gustakhi dil maaf kar aane ke vaade voh karti kabhi hai najaane ke Gustakhi dil maaf kar Thoda toh pyaar kar Gustakhi dil maaf kar Thoda toh pyaar kar