Haan lagta mushkil hai joh kar raha mai Haan kagaz khali par man bhar raha hai (Bhar raha hai) Hai aasu kafi par na gam na naya hai Hai manzile par ab safar hi na hai Yuh toh mai likhdu gaane Par usme kya rakha hai Likhte toh baatein vohi Jiska koi hal hi na hai Ab mai houn yaadon mai hi Khudke sawalo mai hi Jawabo mai ab kya Sach hota zehlira hai Han maine dekh li ab saari voh sazaye hai Kya khed hoga ab bachi nahi Guzarish hai Haasi ke baare may mai likh nahi houn paata Toh kya matlab ki nawazishein Aur kyu hi ho yeh bandishein Toh phir mai jeeta ek dunia ki khooj mai Jaha nahi ho khushiya vaha mile bas ashq hai Yeh ashq hai Ab Kyu yeh kehdu ki akela houn mai Jab likhta houn mai yeh kitabe sang hai Ab kyu yeh soochu ki mehmaan houn mai Anjaan log bhi toh sun rahe hai Toh kya ab hota aage Mujhko yeh na pata hai Mai toh nadaan sa tha Kagaz jab hi mila tha Ab sab kuch likh diya hai Kya ab kuch na bacha hai Jitne the aasu rooke Voh sab ab beh raha hai Haan lagta mushkil hai joh kar raha mai ♪ Yuh toh mai Hojaau Theek hi Kya mujhe par Mil gayi Hai Khushi Oh rabba tu Sab mujhe Bata dena Toot ke jab dar pe tere aaunga Mai aaunga fir aaunga Fir aaunga Fir aaunga