Mai lene aaya teri saasein hi Mai dekhu tujhe tu toh gandagi Bholi itni teri Surat hai Par neeyat teri toh matlabi Mai jaanta saari aadatein Tera dil bhara kafi bheed se Mai cheer doun voh dil abhi Nikal loun saboot bhi (Jab mange tu bheek bhi jeene ki Likhunga gaane bhi teri hi jism pe) Jab mange tu bheek bhi jeene ki Likhunga gaane bhi teri hi jism pe Zaleel si neeyat mai zeenat sa chehra Ab kagaz pe mere bas raqt hi behte hai Voh khoon na mera voh khoon hai tera Nadamat ki nadi mai tera hi chehra Jab dikhu mai saamne se kya pata kisi ko hai ghav bhi gehra Mangle jitni bhi maafiya tu Na ho tere jeene ki raza qabool Joh diye dhoke tune matlab se hai Haan meri tu galti nikal zaroor Dil bhi tujhe ab pyaar hi de Voh Chaku bhi seene pe ishq se le Jab cheena mera bharosa bhi hai Toh maut se dar mat zaruri hai yeh Sabhi ko pata hai aage hone wala kya Mai jaanta teri adatein Kar na sake mana kabhi Joh sab maine ab diya hai Utna kabhi mila nahi Mai hi toh tera Ranjha Tu kya pata KAB-HEER thi Mai houn nahi toh voh sahi Mai houn yahi toh jhoot hi Tha rooka mujhe mere ghar pe ab sabne hi Jaane na doun usko esehi Voh mange jab bheek bhi jeene ki Mile na usse voh mauka jab pyaar ganimat hi Ishq ki meri yeh mayit hi Par laash ho teri voh meri nai Baithak mai bethe hai gaane bhi Aur sunke tujhe mile nark hi Jab saasein tu mangne aayegi Toh milega tujhe bas dard hi Fareb ki hoti koi wajah nahi Kehne ki tujhe ab raza nahi Jaane do (ahahah) Jaane bhi tum mujhko do Jaane bhi tum mujhko do Rehna na hai sang tere Thak gayi houn tumse mai Ladna na hai har jagah Saazish teri jaanu mai Yeh ishq na ab ham kare Saasein jitni cheene tu Utni hi bas qurbat hai Dill yeh tu bikne de Mai ban gayi joh tu tha phele