Voh aakho mai hi rehlu mai Hai kar diya dewana bhi Mai likhdu saare gaane uspe hi Voh chahe joh mil jaye usko De doun apni jaan ese Meri hai tu meri hi Maaf kar mai likh na paaya waqt pe bhi gaane tujhpe Maaf kar mai kar na paaya ishq bhi ab pura tujhse Kesi meri aadat tu hai kesi meri galtiya Joh de diya hai dhoke ab kya- Yeh kyu kara tune? Uh atleast i should giver her something to listen Jisse voh aage album ke andar faltu roone na lag jaaye bhai Mihir Come on yaar bematlab Okay lets go lets get real now haan? Check check check Aa mai batau kese hote dhokebaz hai Joh karte baatein ishq ki par dil kahi aur hai (brr) Aa mai sikhau kese bante hai farebi hi Baahon mai toh uski par yeh Jism kahi aur hai (kahi aur hai) Yeh sab hai seekha tujhse Khud pe hi par naam lagte (brrr, Brrr) Yeh sab hai karti tu Par mujhpe hi ilzaam lagte (pah pah pah) Jaa hona jiska tujhko deta mai aazadi hi Jab aaye tujhe roona toh de kandhe mere log hi (brraah) Sab hai pata mujhe voh aasu ki kya keemat hai Voh jyada kehte na voh asli na bas dikhte hai Esehi baatein teri hoti hai bas matlabi Joh lavzo ki ho zeenat voh kya jante farebi bhi (kya voh?) Haan mai yeh maanu tha hota mai naraz bhi Par aaya sach samne toh ranjishein hai jayaz hi (hai voh jayaz hi) Jab yeh sab sune gaane sooche tere baare mai Le hole khush mila tujhe thoda aur pyaar bhi (haha) Haan ab na behte aasu Ab bas yeh nafaratein hai (nafaratein hai) Ab raat akeli na hai Saath karwatein hai (karwatein hai) Tu bhi mukkar rahi jab Ilzaam lag rahe hai (lag rahe hai) Gardish ab gayi Joh Farebi chip rahe hai (brr) Mujhe pata voh teri galtiya par seh raha ki Ban sake ab thode mere gaane bhi Na jaan thi jab panne diye haath mai Voh bewafa makaan mai diware karti chugli YUH Sab voh batade kitne log aaye ghar pe Aur kitne logo ne hai dekha toot te voh dil bhi Tu khel Jism se mai shabdo mai sama lunga Yeh dard ko mai saath mai hi rooz sula raha (brrrrah) Aa mai sikhau yeh baatein bhi chupate kese Kare fareb par kisi ko na bolte hai (Bolte hai) Haan mujhse seekh le yeh jism ka tu khel bhi Tu kare bewafai par chupane tujhe aya nahi (skrrr) Mere dhoke paal tou Tere dhoke taaldu Tere dhoke paer Mein paani likh bahadu Zara sunle paasbaan Na de tu zakhm Na mein bhuloon gham Na tera bhuloon itrr Rahe aas paas ye Adhoora chitr Rahu bekhabar par Karu tera zikr Kyu mein fooku dard Peelu padhke arz Kaanton ko rakhta Ab Mein palkon par Haan kyu Kahani ye na nayi Yah baatein bantii gayii Usse choone chaahe tu Kyu hoton pe rukki nahi Ab wo kare yaad khuda ko Wo bole tu tha sahi Meri banni na humraah Par meri geet banni kayii Zara aankhon mein tu dekh Bewafa de wafa Jaana mujhse na tu shakal Apni chaand se chippa Na tu nazre jhukka Na nibha tu saza Zara phoolon ko choomke Mujhpe sajja jaana Bewafa Mujhse Door Reh Bewafa Mujhse Door Reh Bewafa Mujhse Door Reh Bewafa Mujhse Door Reh