Has rahi voh beth ke Na jaanti kya dukh hua hai Uspe saare gaane yeh Uski gandagi hi dikhade Kal joh mujhko todte the Aaj meri baatein karte Khwaab-e-tabeer uski baatein na mai samjhu kya hai Kis tarah kis tarah voh mera tha Sabki hi baahon mai uska ghar hai na Musalal tera jhoot reh na sakti tu wafa mai hai Yeh neeyat teri esi ki tu har jagah se pyaar le Le rehle khush ab agayi kayamat hai Kayamat hai (kayamat hai) Kayamat hai (kayamat hai) Ay khuda Yeh kya kiya dil diya Dil de diya par kaach sa Voh karke ishq tod ta Haan tod ta voh har pal hi haan tod taaa Oh rabba yeh kyu kiya Mai hogaya dewana tha Dewana tha Maaf kar mujhko bhi in dhoko se mai harta Mai harta Voh aaj meri yaad na Joh kal thi meri baahon mai Kitabo mai Ab har jagah hai likh diya Farebi tha farebi tha Farebi tha farebi tha Farebi (tha) Par na maanta houn mai Voh khush rakhe tujhe Mai likh raha houn joh Haan vohi sach hai Yeh ishq ka hai kya Jab tu hi na Mile Yeh dil mai kya rakha Jab voh hai tootna Par mai jaane doun