(Zindagi) Yeh zindagi bhi ho rahi hai matlabi Yeh cheene tujhe mujhse na yeh hota sab theek hi Hai galtiya dewaangi hai besharam yeh ashiqi Mai jaanu tujhe tu na kabhi esi thi Jyada ishq karne wale hote bewafa Toh fir mai le raha yeh saare ilzaam hi Ikraar gunehgar hi bana Lo mujhe kedi bhi Kya rakhe tu ab yaad bhi Mujhe cheen lo Mujhe chain do Mujhe bhagna Fareb se Hai khush hi voh Un baahon Joh meri na Usse jeene de Ab bhagte ham bhagte Aa hai gire kitab pe Kalam toh hai ab saath mai Par likh rahe ham dard se Dard se dard se (dard se dard se) Hai likh rahe ham dard se Kalam bhi mera ho raha hai bewafa Voh toh kar raha sab yaad uske pyaar ka Voh toh bhulta ki ishq voh tha batt raha Toh fir mai dil mai jaake ghumta Dewaro mai voh dil ki ab silan si Tha roo raha bechara sa Na kyu diya maine dhyaan bhi Ab har jagah se voh toot ta Ab khidkiyo Se jhankte Yeh dastake Dara rahi Dehliz pe Voh dil pada Usse aake tu Ab jod de Has rahe ham has rahe Par man mai kya hai rakha Kho gaye han Kho gaye Kya dhundhna ab na pata Ab bhagte ham bhagte Aa hai gire kitab pe Kalam toh hai ab saath Mai Par likh rahe ham dard se Dard se dard se (dard se dard se) Likh rahe ham dard se Ohhhhh Maaf kar maaf kar Na mai ban saka bewafa Thode se din thode yeh pal Mujhe bhi laga tu mera ra Mai bhi tujhe jaane na de paau Esehi Tu tu bhi mera chain cheene ab har pal haan har pal