I still can't get myself to go over the paused Memories of him and her The voices that play in the past of who we were A stained trust hiding in broken cupboards Reflecting through the refractions in your words Mai tujhe cheen loun Ya tujhe jaane doun? Yeh meri nafraton Ka ab mai kya karu? Oh jab tu mera tha Ishq bhi kiya kya Mujhe bas yeh bata Fir chahe tu na aa Tere baare mai hi puche yeh kitabe bhi Hikayat ho na teri ulfat mai insaaf nai Puche mera yeh kalam bhi tere baare mai Mai keh raha houn usko tu ab yaad hai bas yaad hi How do I trust the bones That skinned my heart to its bones Ripped my soul naked Pretended it was so easy for you to break it How do I erase the same wall that's Splashed over, and over, and over again Kya ki hai galtiya bhi maine ishq karke ab Maine toh diya pura dil ek saath hi Kyu na mai chahu firse dil lage tujhse ab Mujhe toh chaheye likhne ko baatein bhi Akhir mai hota kya yeh dhokhebazo ka? Voh rehte gairo ki hi baahon mai hi na Akhri saason mai bhi unko na lage Ki joh kiya hai voh zaleel kar gaya Thoda sa toh mushkil hai na Tere bina rahu mai akela Har roz bhulna mai tujhe chahu Par dikhe mujhe tera hi toh chehra Thoda hota dukh bhi hai na Tujhe ghar mera jaanta tha Tere aasuyo rakha maine pehle Ab ashiqo ki adat hai yeh Ashiqo ki adat hai yeh Ashiqo ki adat hai yeh Ashiqo ki adat hai yeh Ashiqo ki adat hai yeh Ashiqo ki adat hai yeh Ashiqo ki adat hai yeh