Kyu, meri raahein mujhse poochen ghar kahan hai Kyu, mujhse aake dastak pooche dar kahan hai Raahein aisi jinki manzil hi nahi Dhoondo mujhe ab mein rehta hoon wahi Dil hai kahin aur dhadkan hai kahi Saansein hain magar kyu zinda mein nahi Rait bani haatho se yun beh gayi Taqdeer meri bikhri har jagah Kaise likhoon phir se nayi daastan Gam ki siahi dikhti hai kahan Aahein jo chuni hai meri thi raza Rehta hoon kyu phir khud se hi khafa Aisi bhi hui thi mujhse kya khata Tune jo mujhe di jeene ki saza Bande tere mathe pe hai jo kiche Bas chand lakeeron jitna hai jahan Aansoon mere mujh ko mita, keh rahe Rab ka hukum na mit ta hai yahan Rahen aisi jin ki manzil hi nahi Dhoondo mujhe ab mein rehta hoon wahi Dil hai kahin aur dhadkan hai kahi Saansein hain magar kyu zinda mai nahi Kuu mein jaagoon, aur woh sapne bo raha hai Kyu mera rab yun, ankhen khole so raha hai Kyu, mein jaagoon