Chupke se chori karo Chori mein kitna mazaa Phir seena zori karo Duniya se nazrein bachaa Pakde agar jo gaye Moti milegi sazaa Duniya se darr jo gaye Dhadkan ki dholak bajaa Nach le nach le Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal Nach le nach le Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal Masti chura aur thodi khushiyaan chura Hai ghum ka pehra bada Duniya mein kya hai kyun hai kab hai kaisa hai socho na sapna sajaa Sapne mein pankh laga Usko falak mein udaa Tu hi toh rab hai rab hai rab hai tera Ghum ki kya fikar hai tujhko, jee le aaj re Dil khuli kitaab hai, jo chaahe baach le Bank saath bhangra tu kuch bhi naach le Garba jiska daandiya tu jee le aaj re Nach le nach le Nach le nach le Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal Chup chupke aaya koi Oh haule se dil mein ghusa Aur phir ijazat bina Chori se dil mein basaa Main toh behakne lagi Jeene ka aaya mazaa Palkon mein sapne saje Saanson ka saaz bajaa Nach le nach le Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal Nach le nach le Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal Aye chori hua dil toh yeh chori hua Kab jaane tere hua Yaara oh tere bina mera jeena bhi kya jeena Yeh kya hua, jaanu na kaisa hua Khela ishq ka juaa Kar baithi thodi teekhi thodi meethi khataa Dil ko bha gaye hai tere andaaz re Aankhon se bhi khul na paaye apna raaz re Hey jadoo tera chal gaya hai hum pe aaj re Pyaar ka khumar leke tu bhi naach le Nach le. Nach le nach le Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal RAJA YERRAM